Posts
Showing posts with the label sajid qadri
- Get link
- X
- Other Apps
kya aur thikana hai taiba meri manzil hai kya aur thikana hai taiba meri manzil hai taiba mera rasta hai taiba meri manzil hai aaqa ke paseene ki khushbu hai madine mein wo shaher mahekta hai taiba meri manzil hai sab chhod gaye mujko ab koi nahin mera bas ek sahara hai taiba meri manzil hai wo shaher hai khwabon mein wo shaher hai yaadon mein us shaher ka sapna hai taiba meri manzil hai jis shaher ki matti bhi zakhmon ki dawa thehri har gham ka madawa hai taiba meri manzil hai tum dhundh lo duniya mein gumbad hai koi aesa kya gumbade khazra hai taiba meri manzil hai chahat hai ujagar ki is raah pe mar jaaye jahan roza-e-zahra hai taiba meri manzil hai kya aur thikana hai taiba meri manzil hai taiba mera rasta hai taiba meri manzil hai क्या और ठिकाना है तैबा मेरी मंज़िल है क्या और ठिकाना है तैबा मेरी मंज़िल है तैबा मेरा रास्ता है तैबा मेरी मंज़िल है आका के पसीने की ख़ुशबू है मदीने में वो शहर ...
- Get link
- X
- Other Apps
main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein salleala nabiyyina salleala muhammadin salleala nabiyyina salleala muhammadin wa ala aalihi wa sahbihi wa sallim ye jashne muhammad to sadaa jaari rahega milaad rahaa hai milaad rahega main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein milaad rahaa hai milaad rahega milaad rahaa hai milaad rahega ye ishqe sahaaba hai ise zindaa rakheinge sarkaar ka milaad sadaa karte raheinge ye jashne musarrat to sadaa jaari rahega milaad rahaa hai sadaa milaad rahega milaad rahaa hai milaad rahega milaad rahaa hai milaad rahega main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein main bhi sunni tu bhi sunni mil kar milaad manaaein marhabaa ya mustafa marhabaa ya mustafa islaam ka payghaam sadaa zindaa rahega sarkaar tera naam sadaa zindaa rahega ...
- Get link
- X
- Other Apps
Naat-Khwaan: Muhammad Sajid Qadri muhammad aa gaye muhammad aa gaye muhammad aa gaye muhammad aa gaye muhammad aa gaye muhammad aa gaye har jaanib zulm ke saaye the aur kufr ke baadal chhaaye the zinda beti dafnaane ko wo rasm samajhte aaye the tab kufr ke baadal door hue gunji haq ki aawaaz muhammad aa gaye muhammad aa gaye mitti ke bana kar putlon ki us waqt ibaadat karte the kahte the khuda un patthar ko sab kaisi himaakat karte the allah to waahido yakta hai ye kholne sab par raaz muhammad aa gaye muhammad aa gaye ye shamso kamar, aakasho zameen, lehre dariya, katra katra waadi waadi gulshan gulshan sab phool chaman zarra zarra khush ho kar har she’a joom utthi sabke badle andaaz muhammad aa gaye muhammad aa gaye tha shajro hajar ko hukme khuda jis raah se guzre sajda kar is roohe zameen par utra hai wo noore khuda rehmat ban kar chhu karke ha...
- Get link
- X
- Other Apps
chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze bade hazrat ki baargaah chalo noor-e-kausar ke sath mil kar chalo wah! kya martaba aye ghaus! hai baala tera unche uncho.n ke saro.n se qadam aala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze sar bhala kya koi jaane ke hai kaisa tera auliya malte he.n aankhe.n wo hai talwa tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kya dabe jispe himaayat ka ho panja tera sher ko khatre me.n laata nahi.n kutta tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze kasmein de de ke khilaata hai pilaata hai tuje pyaara allah tera chaahne waala tera chalo baghdaad chalo ghaus-e-paak ke roze mustafa ke tane be-saaya ka saaya dekha jisne dekha meri jaa.n jalwaa-e-zaiba tera cha...
- Get link
- X
- Other Apps
Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Roshni konain mein hai Aap se Aap ke anwaar Jaisa Kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Noor se Apne banaaya ho jise Rabb ke Us shahkaar Jaisa Kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Pal mein sadiyon ka Safar tay kar liya Aap ki raftaar Jaisa Kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Zakhm khaa kar bhi duaa di Aap ne Aap ke kirdaar Jaisa kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Leke kandhon pe chale wo Ghaare Saur Unke Yaare Ghaar Jaisa kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi nahin Saiyyade Abraar Jaisa Kaun hai Koi nahin Do hein pehlu mein to do daamad hein Unke chaaron Yaar Jaisa kaun hai Koi nahin Boliye Sarkar Jaisa Kaun hai Koi n...
- Get link
- X
- Other Apps
Batil ne Jab Jab Badle hein Tewar Aaya hai Tab Tab Meri Zuban par Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Pyare Nabi ne Jeena Sikhaya BaKhuda Insan Hamko banaya Pehnaya Akhlako Iman ka Zewar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Batil ne Jab Jab Badle hein Tewar Aaya hai Tab Tab Meri Zuban par Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Khud bhi Jiyo Jeene do Sabhi ko Iza na Pahunchao khud se Kisi ko Islam ka Yehi Darse Munawwar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Batil ne Jab Jab Badle hein Tewar Aaya hai Tab Tab Meri Zuban par Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Mizan pe Aaqa Hamko bachana Daman mein Apne Hamko chhupana Itna Karam Ya Shafa-e-Mehshar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Batil ne Jab Jab Badle hein Tewar Aaya hai Tab Tab Meri Zuban par Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Naara-e-Takbeer Allahu Akbar Sacche Sada Aqwal Hamare Sidhe Sada Aa'mal Hamare Tab Hoga Rabb Meharban Ham par N...
Related Lyrics
Quran Shareef
Popular Naat Lyrics
Al Madad Peeran-e-Peer Gaus-e-Aazam Dastageer Lyrics / अल-मदद पीरान-ए-पीर, या गौस-ए-आ'ज़म दस्तगीर
al-madad peeraan-e-peer, gaus-e-aa'zam dastageer! al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! rutba ye wilaayat mein, kya ghaus ne paaya hai allah ne waliyon ka sultaan banaaya hai hai dast-e-'ali sar par, hasnain ka saaya hai mere ghaus ne thokar mein murdon ko jilaaya hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! laakhon ne usi dar se taqdeer banaayi hai bagdaad sanwariya ki har baat niraali hai doobi hui kashti bhi dariya se nikaali hai ye naam adab se lo ye naam jhalaali hai al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! har fikr se tum ho kar aazaad chale jaao le kar ke labon par tum fariyaad chale jaao milna hai agar tumko waliyon ke shahenshaah se khwaaja se ijaazat lo baghdaad chale jaao al-madad peeraan-e-peer, ghaus-e-aa'zam dastageer! ya ghaus! karam kardo ya ghaus! karam kardo ye deen ki daulat se daaman sab ka bhar do bas itni guzaarish hai bas ek nazar kar do baghdaad k...
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
Mustafa Jaan-e-Rahmat Pe Laakhon Salaam Roman Urdu, Hindi & Urdu Lyrics Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu mustafa jaan-e-rahmat pe laakhon salaam shaam-e-bazm-e-hidaayat pe laakhon salaam mehr-e-charkh-e-nubuwwat pe roshan durood ghule baagh-e-risaalat pe laakhon salaam shahr-e-yaar-e-iram taajdaar-e-haram nau bahaar-e-shafaa'at pe laakhon salaam shab-e-asraa ke dulha pe daa'im durood nosha-e-bazm-e-jannat pe laakhon salaam fath-e-baab-e-nubuwwat pe behad durood khatm-e-daura-e-risaalat pe laakhon salaam mujh se be-kas ki daulat pe laakhon durood mujh se be-bas ki quwwat pe laakhon salaam ham gareebon ke aaqa pe behad durood ham fakeeron ki sarwat pe laa...
Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा
koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera koi duniya-e-'ata mei.n nahi.n hamta tera ho jo haatim ko muyassar ye nazaara tera keh uthe dekh ke bakhshish mei.n ye rutba tera waah! kya jood-o-karam hai shah-e-bat.ha tera nahi.n sunta hi nahi.n maangne waala tera kuchh bashar hone ke naate tujhe khud-sa jaanei.n aur kuchh mahez payaami hi KHuda ka jaanei.n inki auqaat hi kya hai ke ye itna jaanei.n farsh waale teri shoqat ka 'uloo kya jaane KHush-rawaa.n 'arsh pe udta hai pharera tera mujhse naa-chiz pe hai teri 'inaayat kitni tune har gaam pe ki meri himaayat kitni kya bataau.n teri rahmat mei.n hai wus'at kitni ek mai.n kya meri 'isyaa.n ki haqiqat kitni mujhse so-laakh ko kaafi hai ishaara tera kaee pushto.n se ghulaami ka ye rishata hai bahaal yahi.n tiflee -o-jawaani ke guzaare mah-o-saal ab budhaape mei.n KHudaara ! na hamei.n dar se nikaal tere tukdo.n pe pale ghair ki thok...
Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन
Allahumma Salle Ala Sayyidina Wa Maulana Muhammadin Naat-Khwaan: Hafiz Tahir Qadri allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim sabse ulaa wa aala hamara nabi sabse bala wa wala hamara nabi apne maula ka pyara hamara nabi donon aalam ka dulha hamara nabi allaahumma salli-'ala sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim laakhon aae yahaan aur laakhon gae unche unche shahenshah yahaan na rahe kitne diye jale jalke phir bujh gae kya khabar kitne taare khile chhup gae par na doobe na dooba hamara nabi allaahumma salli-'alaa sayyidina wa maulana mohammadin wa 'ala aalihi wa as'habihi wa baarik wa sallim jinke talwon ka dhowan hai aab-e-hayaat hai wo jaan-e-masiha hamara nabi khalq se auliya, auliya se rusool aur rasuulon se aala hamara nabi kaun deta hai dene ko munh chahiye dene wala hai sachcha hama...
Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ
maula ya salli wa sallim daaeeman abadan sahar ka waqt tha maasum kaliyaa.n muskuraati thi.n hawaaei.n khair-makhdam ke taraane gungunaati thi.n abhi jibreel bhi utre na the kaa'be ke mimbar se ke itne me.n sadaa aayi hai abdullah ke ghar se mubaarak ho shah-e-har-do-saraa tashreef le aaye mubaarak ho muhammad mustafa tashreef le aaye maula ya salli wa sallim daaeeman abadan 'ala habibi-k khairil khalki kullimi muhammadun sayyidun kaw-nayni wa sakalayni wal-farikayni min arabiw-wa-min ajami na koi aap jaisa hai na koi aap jaisa tha koi yusuf se puchhe mustafa ka husn kaisa tha zameeno.n aasmaa.n me.n koi bhi misaal na mili maula ya salli wa sallim daaeeman 'abadan ...
Keh dena Sarkar se Salam Hamara Lyrics / कह देना सरकार से सलाम हमारा, सलाम हमारा
Le Ke Jab Aaye Haji Unke Dar Ka Haseen Nazara Roman Urdu, Hindi & Urdu Roman Urdu हिंदी اردو Roman Urdu le ke jab aaye haji unke dar ka haseen nazara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara wo hein jaan-e-kaaba, wo hein shaah-e-do aalam dekh ke jinka jalwa jhoome arsh-e-aazam nabiyon mein koi bhi nahin hai unke jaisa nyaara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unke dar pe jaa kar hosh na udne paaye dil ki har dhadkan pe rang-e-junoon na chhaye be adbi mahboob ke dar ki, rab ko nahin gawara keh dena sarkar se salaam hamara, salaam hamara unki rahmat ka dariya rehta hai har-soo gham ke andheron mein wahi hai roshni numaya ummat ke liye jo roye raaton mein, aisa nahin koi hamara keh dena sarkar s...
Baghdad Hai Pyara Lyrics / बग़दाद है प्यारा
baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad mein har simt hai taiba ka nazaara baGdaad hai pyaara baghdaad hai pyaara kehte hein jise sab hai bahot khoob wahi hai har 'aashiq-e-sarkaar ka matloob wahi hai allah ke mahboob ka mahboob wahi hai ek baar jo dekh aaye wo jaata hai dobaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara rahmat ka khazeena hein wo baGdaad ki galiyaan tasweer-e-madina hein wo baGdaad ki galiyaan jannat ka nageena hein wo baGdaad ki galiyaan bahta hai sada rahmat-o-anwaar ka dhaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara chaadar wahaan rahti hai tani hasani-husaini har samt wahaan chhanw mili hasani husaini khushbu hai fazaaon mein basi hasani husaini baGdaad ka dulha hai, 'ali ka hai dulaara baGdaad hai pyaara baGdaad hai pyaara us dar ki mohabbat hai madine ki mohabbat us dar ki inaayat hai madine ki ina...
Aye Saba Mustafa se keh dena Lyrics / अये सबा मुस्तफा से कह देना / اے صبا! مصطفیٰ سے کہہ دینا
aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n Naat-Khwaan: Haji Mushtaq Attari aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n yaad karte hei.n tumko shaam-o-sahar, dil hamaare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ki baatei.n, marhaba rang-o-noor ki baatei.n chaand jin par nisaar hota hai, aur taare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n jab muhammad ka naam aata hai, rahmato.n ka payaam aata hai lab humaare durood padte hei.n, dil humaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n allah ! allah ! huzoor ke gaisu, bheeni-bheeni mahakti wo khushbu jin se maa'mur hai faza har-soo, wo nazaare salaam kehte hei.n aye saba ! mustafa se keh dena, gham ke maare salaam kehte hei.n zaaeer-e-taiba tu madine mei.n, pyaare aaqa se itna keh dena aap ki gard-e-raah ko aaqa ! be-sahaare salaam kehte hei.n a...
Fazle Rabbe paak se beta mera dulha bana Madani Sehra / फ़ज़ल-ए-रब्ब-ए-पाक से बेटा मेरा दूल्हा बना / فضلِ ربِّ پاک سے بیٹا میرا دولہا بنا
Here is Full Lyrics of Madani Sehra "Fazl-e-Rabb-e-Paak se Beta mera Dulha bana" in English, Hindi and Urdu written by Maulana Ilyas Attar Qadri, naat khwan Hafiz Tahir Qadri fazl-e-rabb-e-paak se, beta mera dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana dulha bana fazl-e-rabb-e-paak se , beta mera dulha bana khushnuma khushrang phoolo.n ka hai sar sehraa sajaa dulha bana dulha bana inko khushiyaa.n do Jahaa.n me.n tu ataa kar kibriyaa ! inpe ranj-o-gham ki na chhaye kabhi kaali ghata dulha bana dulha bana tu sadaa rakhna salaamat inka jhoda ya KHuda ! koi bhi jagda na ho , aapas me.n , aye rabb-ul-ula ! dulha bana dulha bana meethe meethe ho.n madine ke inhe.n munne 'ataa meethi meethi ho.n madine ki inhein munniyaan 'ataa waasta ya rabb ! madine ki mubaarak khaak ka dulha bana dulha bana is tarha mehka kare ye gh...
Mohe Sapna ma Darshan dikhai gayo re Lyrics / मोहे सपना मां दर्शन दिखाई गयो रे
More Ghaus-ul-Wara Roman Hindi Urdu Roman Urdu gaus-e-aazam darmiyaan-e-auliya choon muhammad darmiyaan-e-ambiya mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara chashma baghdaad ka jab laga aankh par dekha taiba nagar, dekha taiba nagar jaanib-e-makka jab bhi uthi hai nazar dekha taiba nagar, dekha taiba nagar mohe man maan madina basai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara mohe sapna maan darshan dikhai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara more sote maan bhaag jagaai gayo re more ghaus-ul-wara, more ghaus-ul-wara gham ka baadal tha aur main pareshan tha mujhko bakhsha sukoon, mujhko bakhsha sukoon tooti patwaar thi aur main hairaan tha ...







.png)

